+ Link For Assignments, GDBs & Online Quizzes Solution |
+ Link For Past Papers, Solved MCQs, Short Notes & More |
Hum sabko Allah ne dunya mein bheja koi na maqsad zaroor humary zindagy ki kitaab mein kitne hi baab hain kahin roshan kahin tareek
hum jo chahiyen sab mumkin nahi karne wali zaat RAB UL ALAMEEN ki hai
Agar Allah huemin sab kuch de detey to dua kiya hoty hai ansoo kyun mangtye hue behtey hain koi na jan pata
saber aur shukar kia hai kaisay jantey
Insaan per azamish jab aye chahe jaan ki,maal ki ,mohabbat ki ya aulaad ki woh apni dua mein yehi kehta hai mujeh kyun? kyun woh yeh nahi sochta ke har raat ke baad subah hai Allah kisi ko uski ta'qat se zyda nahi azmatey
Everything happens for a reason many aouthers qouted . Once we begin to understand Allah swt purpose for these things, we will be able to stand strong through any storm of life.Surely we can't avoid or run from these trails but rather we should ask Allah swt to show us how to deal with them when they appear.
Kiya kehtey hain aap? kiya hal azmaish se farar afsos karna aur apne hal per rehna?
ya kosish ke kuch asbab banyien!!
dua mein yaad rakheiga
Mere RAB teri naimat aur rehmat kay itnay daraya hain
agar uss ma say mujay ak katra be mill jay
tu mara kaam ban jay
Ameen
Tags:
+ http://bit.ly/vucodes (Link for Assignments, GDBs & Online Quizzes Solution)
+ http://bit.ly/papersvu (Link for Past Papers, Solved MCQs, Short Notes & More)
+ Click Here to Search (Looking For something at vustudents.ning.com?) + Click Here To Join (Our facebook study Group)Hum insan bht na shukry hn. Allah jitna bhi Nwaz dy hm kbhi satisfy nh hoty.
Aur jahan tak azmaish ki bat hy.. I think Allah Pak unhn logo ko azmaish m dalta hy jin k lye WO smjhta hy k wo azmaish m pury utar sken..
Tou hmen Allah ka shukr adaa krna chahye k Us Zaat ny agr azmaish k lye hmen chuna tou ye koi aam bat nahi..
well agr Allah tala hume sub kuch deta tu phir tu zindagi jene ka koi maqsad na hota ...
jee bilkul.. agr sab kuj mil jata insan phr bhi khush na reh pata..
thek kaha yeh aazmaish bhi 1 zaria he apne Allah se kareb hone ka
lekin azmaish her kisi k naseeb me bhi nahi ati..
hmm
"hawis" insaan ko khush rehne nahi deti ...
ziada se ziada milne ki hawis insaan ko na shukra bna deti hai..
yeab thek kaha
true explanation..
Aur zindagi ka asal mza he Allah sy mangny m hy..
hmm ri8
wo zaat agr hume kisi mushkil mn dalti he tu humain us se nikalne ka rasta bhi deti he..
© 2021 Created by + M.Tariq Malik.
Powered by
Promote Us | Report an Issue | Privacy Policy | Terms of Service
We are user-generated contents site. All product, videos, pictures & others contents on site don't seem to be beneath our Copyrights & belong to their respected owners & freely available on public domains. We believe in Our Policy & do according to them. If Any content is offensive in your Copyrights then please email at m.tariqmalik@gmail.com Page with copyright detail & We will happy to remove it immediately.
Management: Admins ::: Moderators
Awards Badges List | Moderators Group
All Members | Featured Members | Top Reputation Members | Angels Members | Intellectual Members | Criteria for Selection
Become a Team Member | Safety Guidelines for New | Site FAQ & Rules | Safety Matters | Online Safety | Rules For Blog Post