" Ghaam na kar taire lea Chiraagh ban jaon ga...
khud jall kar teri raah main rooshani kar jaon ga
dar hai ke mujh sai ruswayaan na mileen tumhen
tark.e.t'aluq mein khud he sai kar jaon gaa
taire aanchal main hoon phool khawahish meri
apna daman mein kantoon sai bhaar jaon ga
laakh bhulaany sai bhe na bhool sako ge tum
mein pyaar he tum sai itna kar jaon gaa
Sanwaroo apna naseeb tum khushi sa…